As I lay here standing
And see the floor below
The world comes crashing down
Right here on this road
Here our destinies collide
Where we meet and stay
Until the day comes back
Haunting the picture left behind
Yet I am still here
Waiting all alone
Left with those memories
That shall unite us again
Faith is my motivation
Love being my pain
Yet despite this agony
I'll see you again one day
Search Results
Saturday, May 30, 2009
Thursday, May 21, 2009
Maqbool
Ishq tum humse yun na kar sake
Sach yeh tumse hum na keh sake
Rukhsat hai tum par yeh meri jaan
Tere hi nafs main hai yeh dil, yeh jahan
Beete afsano main basi dil ki tarang
Aansuon main bahi jo tum na ho sang
Zindagi ke manjhar ka nahi koi basera hai
Jo aaj raat hai toh kal bhi sawera hai
Apni hi rooh main jo tumne di thi panah
Toh aaj tum bin, yeh zindagi bhi hai ek saza
Ashqon main beete ab yeh saare pal hai
Is tanhaayee main na koi aaj na kal hai
Yaadon main ab bhi sirf tum hi base ho
Lafzon main mere bhi tum hi saje ho
Maqbool hai mujhko tum se yeh judaai
Par ishq ka nahi vaasta, hai yehi sachchai
Sach yeh tumse hum na keh sake
Rukhsat hai tum par yeh meri jaan
Tere hi nafs main hai yeh dil, yeh jahan
Beete afsano main basi dil ki tarang
Aansuon main bahi jo tum na ho sang
Zindagi ke manjhar ka nahi koi basera hai
Jo aaj raat hai toh kal bhi sawera hai
Apni hi rooh main jo tumne di thi panah
Toh aaj tum bin, yeh zindagi bhi hai ek saza
Ashqon main beete ab yeh saare pal hai
Is tanhaayee main na koi aaj na kal hai
Yaadon main ab bhi sirf tum hi base ho
Lafzon main mere bhi tum hi saje ho
Maqbool hai mujhko tum se yeh judaai
Par ishq ka nahi vaasta, hai yehi sachchai
Subscribe to:
Posts (Atom)